amrita& hritik roshan

amrita& hritik roshan

# Posté le vendredi 04 avril 2008 08:04

priyanka

priyanka

# Posté le vendredi 04 avril 2008 08:03

Amrita

Amrita

# Posté le vendredi 04 avril 2008 08:03

Don-Main hoon don

Don-Main hoon don
duniya mein logon ne dil apane phir thame
aaya hoon lekar main phir kitne hangaame
zara dekho kaun aa gaya hai
zamaane pe jo chha gaya hai
jami jispe sab nigaahen
khuli kiski khaatir hai baahen
aaisa dildaar aaya hai kaun
mujhko pehchaan lo main hoon don

main zindagi ki baazi lagake maut se khelta hoon juaan
na mujhko gham hai, na mujhko parwaah, kaun mera dushman huan
dushman jo mera ho, rehta nahi duniya mein
bahut hi khatarnaak hoon main - 2
har ek pal mein chaalak hoon main
duniya phir jitane aaya kaun
mujhko pehchaan lo main hoon don

palkein bichhaaye paas bulaaye kitni haseenaaye mujhe
lekin do aankhen aankhon mein jhaanke aur woh behkaaye mujhe
ye negaahe yeh bataaye, raaz hai inmein nashilen
ajab sa nasha chha raha hai - 2
mere dil ko behka raha hain
behka behka huaan aaya don
mujhko pehchaan lo main hoon don

# Posté le mercredi 21 novembre 2007 16:36

Modifié le mercredi 21 novembre 2007 16:48

Don-Aaj ki raat

Don-Aaj ki raat
shaam hai jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai mann bhi hai pighla huaan
chhayi hai ranginiya phir bhi hai betaabiyan
kyun dhadakta hai dil
kyun yeh kehta hai dil
deewanon ko ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya

do ghadi mein yahaan jaane kya ho gaya
jo hamesha tha mera dil mera ho gaya
kaun kiske dil mein hai faisala hoga
faisala hai yahi jeet hogi meri
deewaanon ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya

aaon main tumse kahu baat chupke se
rang badlegi pal mein raat chupke se
tumko le jaaunga phir saath chhupke se
jaaoge tum kahaan dekho main yahaan
deewaanon ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya


Priyanka et Isha Kopikar sur la foto

# Posté le mercredi 21 novembre 2007 16:30